Ads

meditation practice



Meditate mind




Doston hamare dimag ek samajik ghatna hai 

Main hamare dimag ko samajik ghatna kyon Kah Raha Hun 

Chaliye ise samajhte Hain 






To aap mujhe yah bataiye kya aap akele mein rahakar kabhi gussa ho sakta hai Shayad han

Lekin aap yah to jante hi honge agar aap akele mein hi gussa karenge To khud mein hi bevkuf lagenge






To ham jab bhi Akela hote Hain to tab ham shant rahte hain kyunki Akela mein agar kuchh karna chahte hain To ham kuchh kar nahin sakte yani kisi se baat karne ke liye bhi Apne samne ek Insan jarur chahie yani hamari jo bhi feelings hoti hai unhen dekhne ke liye express karne ke liye hamare samne koi Na koi Ho nahin chahie 





Aapki feelings chahe gussa ho naraj Ho aur pyar Ho tension hi Ho arthat physically hamare samne kisi ka Na kisi ka maujud hona zaroori hota hai asal mein aap jab Akela hota hai to dimag theek se kam nahin karta kyunki hamare dimag ko har waqt sirf aur sirf chalne ke liye train Kiya jata hai 





Ham Apne dimag ko yahin sikhate Hain ki use rokana nahin hai har waqt kam hi karna hai lekin hamare dimag ko har waqt chalte rahana kya hamare liye yah Sahi Savit hota hai 

Kyunki jis tarah se hamare sharir ki dusre hisse ko aaram ki jarurat hote Hain





Usi prakar se hamare dimag ko aaram chahie hota hai taki vah theek se function kar paye dekhiae jab hamare dimag ke pass karne ke liye kuchh nahin hota hai tab tab vah theek se function kar nahin pata hai jiske bad aapane dekha hoga ki Insan pareshan hone lagta hai 

Aur unke dimag sirf kam karte Rahane ke liye alage alage tarah ke chijen create karne ke lagta hai jise ham over thinking ka naam de dete Hain 





Aap apni life mein bhi dekha hoga jab aap 

Kuchh kar nahin rahte honge 

Matlab koi physical Kam nahin matlab aap ek dam shant rahana chahte Hain 

Tab dekhna aap is shant Rahane ki prayas mein aapka mind aur bhi jyada sochne lagta hai kuchh Na kuchh vichar create kar leta hai automatically 






Aap jitna jyada Apne sharir ko shant karte honge utna hi jyada aapke dimag sochne mein lag jata hai koi bhichar create karne mein lag jata hai matlab jab Insan ke pass karne ke liye kuchh nahin hota hai tab aur bhagana chahta hai aur aise mein phone utha leta hai nahin to news paper koi kitab utha leta hai 






Aur vah yah sab karke apne aap ko kahin na kahin vyast karna chahta hai humko To aaram karna chahta hai lekin ham yah nahin chahte Hain ki hamara dimag kam karna band kar dena hamara dimag kam karte karte ek din ham per is kadar havi ho jata hai ki ham lakh chane per bhi use control kar nahin paate

 hain isiliye Osho kahate Hain ki dimag ko chalne ke liye bhi samajik ghatna ki jarurat hoti hai






Kyunki hamare dimag kisi bhi samajik ghatna se alag nahin hai jis tarah se ek rider ke liye content ki jarurat hoti hai jise ham roj ki hone wale experience kahati hai usi tarah hamare dimag ko bhi kam karne ke liye kisi bhi Na kisi activity chahie hote Hain







Yani ki hamare dimag ko sochne ke liye bahar ki hone wale ghatna ki jarurat hoti hai agar hamen bahar kuchh hota hua nahin dikhai dega to hamare dimag kuchh nahin sochenge

Hamare dimag bilkul Aisa hi Kam karta hai iska yahi Tarika hai 






Pahle ka waqt mein jab koi Insan pareshan hota tha ya use yah samajh mein nahin aata tha ki Apne social life ko kis tarha se sambhala jaaye aur apni news jindagi mein hone wale mansik tanav se kaise chhutkara Paya jaaye 






Aise mein Aksar vah Jung lagi taraf Jaya karte the  kyunki Jungle aisi jagah hai Jahan use 

Bina kisi shor ke meditation karte hue apne aap ko samajh pate the woh Jungle isliye jaya nahi karte the ki Jungle ek khubsurat jagah hai.






Balki Apne dimag ko Shanti se baithkar kuchh Na karne ki train Kiya ja sake doston Jungle ek aisi jagah hai Jahan aap bilkul Akela hote Hain yani jab aap Akela honge to aapko baat karne ke liye koi hoga hi nahin aur jab aapke pass koi hoga hi nahin to aapke dimag kab tak Akela soch payega kabhi vah din bhi aaega jab aapke dimag soch soch ke thak jaega 






Ekadam shant ho jaega aur meditation karne ke liye sabse jyada jaruri yahi To hai

Ki aapka dimag kisi bhi tarah se shant ho jaaye aapki bakbak ruk jaaye Apne bhitar ki awaaz ko Sun paye pahle ka log aaj ki logon ki tulna se kaisa kar paate the per Aaj ke logon ke andar patience khatm ho chuka hai unhen sab kuchh instant chahiye 






Jaise 2 minut mein Maggi taiyar ho jata hai 

Aise hi 2 minut mein unki Dhyan lag jana chahie pahle ka log apne aap ko Akela tab tak rakhta hai jab tak ki unki dimag ki har tarah ki baat har tarah ki samajik ghatna na nikal jaaye 






Taki vah pure shant mind ke sath meditation ka practis kar paye aaj ki waqt mein ham Apne social life se bahar nikal na  nahin chahte he agar ham meditation karne baithte bhi hai to use samay bhi hamare dimag ke andar hamare social Life ki tarah tarah ke vichar chalte hi rahte hain Aaj ham Dhyan ki upyog temporary basis per karte Hain 







Taki kisi tarah instant Shanti mil jaaye jabki meditation cable itna hi nahin hai meditation ke madhyam se aap Apne dimag ki uchhtam kshamta Ko pa sakte hain aadhunik gyan ko pa sakte hain pahle ka logon Ko pass samay dikhne ke liye na to Ghari hua karti thi na to dusra koi dusra Gaur Sadan








Isliye vah jab Akela baithte the to unhen pata hi nahin chalta tha ki vah dhan mein kitni Lamba samay se baithe hue hain unki yah practis kab unki aadat ban jaati thi hamen pata hi nahin chalta tha 






Aaj ke samay to aap jante hi hai kisi ke liye waqt nahin hai ine fact khud ke liye bhi waqt nahin hai aaj aap dusron ke liye to waqt nikal sakte ho per khud ke liye nahin taki aap swayam ko Jaan Sako hamen meditation ki kriya kafi boring lagti hai jiske chalte kuchh log sochne lagte Hain ki ek hi To Life Mili hai Life Ko agar Dhyan meditation mein Laga denge To ham usi per kuchh kar nahin sakte Jo ham karna chahte hain 






Jivan aur mrutyu ki ek Khel Aaj bhi logon ke upar ek sawal banaa hua hai kyunki duniya mein bahut sare log Hain Jo is baat per yakin karte Hain ki mrutyu ki baat vo kisi Anya log per chala jaate Hain aur FIR is Prithvi per janm leta hai atma ka awagaman yah aajkal ke sawal hai kuchh log yah bhi mante hain







Ki Insan agar ek bar mar jata hai to Marne ki baat kuchh nahin bachta na hi unka koi astit rahata hai na hi dobara is Dharti per janm leta hai is baat Ko lekar aaj ki is modern log ki man mein hai sawal nahin hai balki alag alag dharmon ki logon Ko bhi alag alag dharna hai






Mitron ek Insan ke liye sabse jaruri hota hain peace of mind hum apna Mul Swaroop ko janne ki vajah kuchh Na kuchh Pane mein kuchh Na kuchh karne mein hamesha Lage rahte hain






Aise hi ham kisi race mein bhakte bhakte ek din mar jaate Hain Sabse badi dukh ki baat To yah hai ki marte samay bhi uske andar ichchayen khatm nahin hote Hain aur yahi vo Karan hai uske andar ki vah adhura ichchaon ke Karan hi use wapas is Dharti per janm Lena padta hai taki vah uski adhuri ichchaon ko Puri kar sake 






To aise hi mrutyu janm ki cycle chalta hi rahata hai hamen ek baat samajhne  hogi 

Is Dharti per hamara janm Apne ichchaon Ko pura karne ke liye nahin hota hai balki khud ki identity ko samajhne ke liye janm hota hai to agar aap khud ko shant karna chahte hain yah jaruri hai ki aapki aaspaas use mahaul mein Shanti Ho





Aapki aaspaas jis tarah ke log hote Hain jis prakar ki mahaul hoti hai vahi aapki andar bhi reflect hota hai aapke sharir ki bahar aapki aas pass jis tarah ki activity hota hai usi tarah aapki dimag use activity ke sath trend ho jata hai to isliye agar aap achcha positive sochana chahte Hain To aapko ek positive Mahal chahie hoga






Aur yah sab kuchh aapka koi bahar wala nahin kar sakta ise aapko shayam hi karna hoga 

Aur agar apna  bhitar ka mahal achcha karna chahte hain uske liye meditation ki achcha koi Tarika nahin hai kyunki meditation aapko samajhna sikhata hai aapki soch ko develop karta hai aapka bodh barata hai 






Aap dekhte hain ki aapka dimag nirantar sochta rahata hai lekin meditation kidhar hai aap aapki dimag ko samajh sakte hain agar

 aapane aapka dimag ko samajh liya usmein chal rahe vichar ko ek alag drishta se dekh liya 






to aap swayam ke bare mein bahut kuchh Jaan sakte hain asal mein abhi ham yahin nahin jante Hain ki hamare liye kya Sahi aur kya galat hai basam behoshi mein kuchh Na kuchh karte ja raha hai






Agar aap is Man ke samajhne ke bad aapke jivan mein badlav aane lagta hai agar meditation aapki jindagi ka hissa ban jata hai tab aapki Puri life change kar sakta hai



  ....................... Thank you............................




Post a Comment

0 Comments