3Pranayam for Swami Vivekananda ji
Aksar aap log sochte honge ki Swami Vivekanand ji ke pass Aisa kaun sa Shakti thi Jo unhen bhautik roop se shreshth banati thi
Kyunki unke dimag koi sadharan train nahin tha to Swami Ji ki brain ka jo kshamta I thi vah koi sadharan Brin nahin tha is prakar brain wala Kaun pana nahin chahta
To Aaj ham baat karenge 3 yoga ke bare mein jo sabko karni chahie aapke liye aur Student ke liye bahut hi faldayak yoga hai || pahle Jaan lete Hain ki Swami Vivekanand ji kaun sa Pranayam Karta tha jinse unki buddhi itna Tej ho saki dekhiae Swami Vivekanand ji mukhya roop se teen Pranayam karte the
Aur vah 3 Pranayam vah Apne bhakton ko bhi karne ke liye batate the jismein sabse pahle Pranayam tha gehri Sanson ki le badhotha
Sans aise nahin Jaise ab normal leti Ho normal jis prakar se saaf aapki chal rahi hai
Iski vajah se aapka Jo astitva hai vah aap ho matlab aapki Sanson ki ridam ki vajah se aap jaisa hona chahie aap Aisa hi Ho
Rogi swasthya intelligent Jaise bhi Ho lekin aap apne Sanson per thodi si prayog kar lo agar Sanson ko deep breathing mein rhythmic tarike se lo pura apna hosh Jor kar lo to aapki is prakar ke sath aapki astitva ko palat kar rakh sakti hai
aapki sharirik aur bhautik Sthal per bahut hi jabardast fayde honge Swami Vivekanand ji kahate the agar aapke sath ko ek rhythmic dhang se lenge SAS ko gehra lenge matlab nabhi Tak ek hi frequency mein Jaise sangeet ki surkh banane ke liye aapko ek rhythm banana padta hai
Theek usi prakar aapka sharir ka nerve s system balance hone lagta hai yahan yog ki bhasha mein kaho aapka inner cleaning hone lagti hai is gehri laybaddhta sans se aapki mukhya teen fayde hote Hain pahla fayda aapke sharirik roop se hota hai aapke sharirik roop swasth hote Hain acchi aur gehri nind hone lagti hai aur yad rakhna acchi nind hone se aapki automatic ke liye kafi Rog theek ho jaati hai
Aapka bhi doctor ke pass jaate Hain to doctor aapse nind ki baat jarur puchti hai ki aapka nind kaisi hoti hai aur medical ki jyadatar davaiyon mein nind ki asar hoti hai vah dabaya aapki cable nind mein le jaati hai
Baki repair ka kam to aapka sharir hi Kam karta hai aapka sharir swayam hi doctor hai
Anyway to yah to tha pahla fayda. Aur deep breathing ka dusra fayda hai aapka chehra ka ek aakarshan a jata hai dekhiae face reader acchi tarah se jante Hain
Vah aapka chehra dekhte hi samajh jaati hai ki aap mansik roof se kis sthiti main ho
Aapke chehre ki vo Barik lakiren aapke Aankhen aapke gal ine sab ki rekhaen aur inki jatilta sab kuchh byan karti hai tabhi to koi baccha bhi dekh kar bata deti hai ki hamare school ki teacher dekhne mein kitni streak hai ekadam kharosh dekhne mein
Beshak aapka usne kuchh Na bigada Ho lekin aapko chehre se dekhne se main aise hi lagega jaisa uska chehra batata hai byan karti hai deep breathing se aapke chehre per ek kamlata a jata hai ek attraction ek Prem bhav a jata hai
Aapka chehra Sahi aapka vyaktitva aakarshit hone lagta hai aur Swami Vivekanand ji ka vyaktitva bahut hi attractive tha unke chehre ki vo Tej attraction ki log unki taraf khinche chale jaate the
Inki Aankhen Manav logon Ko hypnotize kar deti thi
To lambe samay Tak deep breathing karne ke bad aapka vyaktitva aakarshit hone lagta hai
Aur iska Teesri Jo fayda hota hai vah aapka bhitari roop se hota hai yani aap mansik roop se shant hone lagta hai aapko kisi bhi paristhitiyan aapko dip balance nahin kar payegi aapki baten Madhur Ho jaate Hain komalta aane lagta hai
Aur dusra Pranayam Jo Swami Ji karte the vah hai nari shodhan Pranayam jo aapki sharir ki sabhi nariyon ko shuddh karta hai jab aapane apna right side nostel ko band karke left side ka nostal se sans lete Hain aur sans ko gehra lete Hain aur fir left nostal band karke right nostal se jab sans bhar nikaalte Hain
Yani anulom vilom isase aapki brain ki soye hue tantu sakriy hone lagti hai aur aapki sharir ya brain mein Shakti aur urja ka Tej Ho jaati hai jo aapko sharirik aur mansik roop se aapko unche isthar per le jata hai
Aur han Swami Ji ke yah 3 Pranayam koi bhi kar sakta hai ismein aapko koi nuksan nahin hai agar koi vyakti bimar hai to bhi se kar sakta hai ulta bimar vyakti ko bimari mein fayda milega
Swami ji ka teesra Pranayam aapki Apne donon nostal se gehri SAS bharni hai yeh saas aapko 4 second Tak leni hai 4 second mein aap apne andar jitni SAS bhar sakte hain utna bhar Lo aur ise 16 second Tak rokane ka prayas karni hai 16 second rukne ki baat use sans ko 8 second Tak bahar chhodana hai 8.16.4. 4 second mein shasakon lena hai
Uske bad 16 second Apne bhitar sans Ko rokana hai aur FIR 8 second Tak dhire dhire sans ko chhod dena hai han yah wala Pranayam sabhi ke liye aasan nahin hoga kuchh jyada ke liye thoda mushkil ho sakta hai
Lekin agar aap pahle ka do Pranayam acche se kar lete hain aur unka abhyas lagatar Kai dinon Tak Kiya hai
To aapke liye teesra Pranayam bhi aasan ho jaega to yah teen Pranayam the Jo Swami Vivekanand ji karte the aur unki Jyoti Sadhna Jo sabhi jante the brahmcharya Jo Apne bhitar adbhut Shakti ko jagate Hain Magar han Aaj ki aaj ke samay mein brahmcharya ka palan karna har kisi ka bus ki baat nahin hai
Lekin han agar koi vyakti ine teenon Pranayam ke sath brahmcharya kar rahe hain use ki bhita
r jabardasth badlav honge
...................... THANK YOU.................
0 Comments