Ads

Breathing technique use



Breathing technique use





Sans yani ki hawa ka andar aur bahar aana jana yeh aap sabhi ko prakriti rup se chalne wale bahut chhoti si ghatna lagti hogi Sanson ko bahar aana chana ye itna hi nahin jitna  aap ise samajhte Hain aapki sanso ko niyamit chalna yah ek brahmand ki bahut badi ghatna hai 





aapke Sanson mein aapke aur brahmand ki sabhi Rahasya chhupa hua hai agar aap apne sanso ko samajh sakte hain to aap bahut si chijo control kar sakte  hain | chahe prakrutik ho ya aa prakritik | ho sakta hai ki aapko lagta Ho ki aap sansaro ki bahut kuchh jante Hain |






 lekin main aapse puchta hun kya aap ne apne bare jante Hain | dekhiae abhi aap jivit hai saanse le rahi hai ya to main kahun aapke sath se prakritik roop se chal rahe hain | lekin aap iske bare mein nahin jante Hain 







aapki ek ek Sanson mein anek ko Rahasya chhupi Hui hai |  Aaj aapane aapke sharir ki Bhari chijen control karna chahta hai |






  Jo logon Ko dikhai deti hai asal mein aap parhar galat jagah per karte Hain |  jo aapko dikhai deta hai kam aapko vahan nahin karna hai asal mein kam aapko Sushma tal per karna hai | fir aap apne har ek chij Ko control kar sakte hain






 | jise Kai bar niyantran karpana asambhav lagta hai | aap bhi niyantrit kar sakte hain Sanchore se aapka pura system control hota hai | sharirik aur mansik donon hi 

Lekin yah bahut bada vishay hai | ise samajhne ke liye aapko Kai janm lag sakte hain aur ek do nahin balki kahin Shastra likhaya ja sakta hain | Shayad aapane aapki bhavnaon aur vicharon per Gaur kiya ho |






 jinhen control kar pana mushkil lagta hai | lekin ise bhi control Kiya ja sakta hai |  aap apne Sanson ko dhima karke bhag nahin sakte | bhakte samay aapke sas bahut Tej Ho jaati hai | kyunki SAS aapke sharir ki agyat urja deta hai |






 jab aap apne sarirse samanya se adhik kam lete Hain | to aapko sharir ko adhik urja leni  padati hai | isliye aapki saanse Tej Ho jaati hai jise aapki sharir ko paryapt urja mil jaati hai |






 dusra aap apne Sanson ko dhima karke | growth nahi kar sakte hain | aapane dekha hoga jab bhi aapko growth aata hai |  aapki saanse chhoti aur samanna se Tej chalne lagti hai | kyunki aapke bhitar Jo grodh utha hai







 yah bhi aapki urja ko kharch karta hai | ek grodik vyakti ki adhik urja kharch karne padati hai aap sabhi jante hi honge kiu hai Na | aur ek kamuk vyakti jise kam base na jakar leti hai |  to jis prakar se kam basana dhire dhire tibro Ho jaati hai | aapki saanse bhi usi prakar se Tej hone lagti hai |







  matlab aap apne sanso ko dhima karke kam basana mein nahin utar sakte | jinhone kamsutra likha kamvasna ki vigyan ko samjha| unhone Jaan liya tha ki brahmcharya mein kaise utara ja sakta hai | 







Yah Apne kam basna per kaise niyantran Paya ja sakta hai | to aapke Sanson ki gehra hai aur uski gatividhi se aapki pura system per prabhav padta hai | jismein se aap kuchh Bhari bhautik roop se dekh sakte hain | jaise manushya ki growth aana Khush hona ya Tej bhakti samay | uski Sanson ko mahsus kiya ja sakta hai | Sanson ko niyantran karne ke bad aapki bhitari vicharon per prabhav padta hai | jisse aapki feeling aur bhavnaon Ko instant badla ja sakta hai |






aur aap Sanson ko vigyan ko scientific Li technically | samajhna chahte Hain To aap ek book ko purchase kar sakte hain | jiska Naam hai, science of breath A Practical Guide, jise likha hai ..SWAMI RAMA,

RUDOLPH BALLENTINE,ALAN HYMES | 

                

           Click here          




 







 




Post a Comment

0 Comments